Sabhi organisms ko survive karne ke liye air ki jarurat hoti hai kyonki isme oxygen present hoti hai. Iss chapter mein hum inn things ke baare mein hi padhenge. Hamare chapter ka name hai “Air Around Us”, Iss chapter mein hum janege ki air kya hoti hai, yeh kis- kis component se mil kar bani hoti hai, yeh kahan- kahan present hoti hai, air ki properties kya hoti hai, etc. Hum yeh bhi janege ki water aur soil mein oxygen plants aur animals ke liye kaise available hoti hai aur iska balance atmosphere mein kaise maintain rehta hai. Yaha hum air ke kuchh uses ke baare mein bhi padhenge.
Read MoreClass 6 | BIOLOGY |
Chapter | AIR AROUND US |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.