Jaisa ki chapter ka name hai changes around us toh iss chapter mein hum apne aas-paas hone vale changes ke baare mein padhenge. Hum apne aas-paas bahut sare changes hote hue dekhte hai jaise- hum trees ko grow karta hua dekhte hai, trees par new leaves aate dekhte hai, unki old leaves ko shed hota dekhte hai, un par fruits aur flowers aate dekhte hai, ice ko melt hota dekhte hai, sun ko rise hota dekhte hai, etc. Iske alawa hamare aas-paas time to time aur bhi bahut sare changes hote hai. Iss chapter mein hum padhenge ki changes kya hote hai aur kaise hote hai. Changes ke types ke baare mein bhi hum issi chapter mein padhenge. Iske liye hum sabse pehle dekhenge ki changes kya hote hai.
Read MoreClass 6 | CHEMISTRY |
Chapter | CHANGES AROUND US |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.