Iss chapter mein hum magnets ke baare mein padhenge aur janege yeh kya hoti hai, iski discovery kaise hui, etc. Yaha hum janege ki magnets kaise bante hai, yeh naturally bante hai ya inko artificially prepare kiya jata hai. Iss chapter mein hum magnet ke poles, inki kuchh properties, uses, etc. ke baare mein bhi janege. Kisi bhi magnet ke poles ek doosre ke sath kaise react karte hai aur inko use karne ke liye hamein kounsi batein dhyan rakhni chahiye iske baare mein bhi hum janege.
Sabse pehle hum magnets ke baare mein bilkul basic things janege.
Class 6 | PHYSICS |
Chapter | FUN WITH MAGNETS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.