Jaisa ki hamare chapter ka name hai “Reproduction in animals” toh iss chapter mein hum janege ki animals kaise reproduce karte hai aur apne offsprings ko kaise birth dete hai. Earth par kisi bhi species ke continuation ke liye reproduction necessary hota hai kyonki reproduce kiye bina koi bhi species jyada time tak survive nahi kar paayegi. Jaise kisi bhi organism ke liye digestion, respiration, excreation, etc. sabhi life processess necessary hai waise hi reproduction ka process bhi jaruri hai. Iss chapter mein hum reproduction ke sexual aur asexual dono modes ke baare mein padhenge aur janege ki humans mein reproduction kaise hota hai, gametes kaise produce hote hai, fertlisation kaise hota hai, embryo ka development kaise hota hai, etc. Yaha hum oviparous aur viviparous organisms ke baare mein bhi janege. Last mein hum ek cloned mammal ki story ke baare mein bhi janege.
Read MoreClass 8 | BIOLOGY |
Chapter | REPRODUCTION IN ANIMALS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.