Iss chapter mein hum combustion aur uske types ke baare mein padhenge aur different places par use hone wale different fuels ke baare mein padhenge. Eg- Homes mein hum different fuels use karte hai, automobiles ko run karne ke liye different type ke fuels use kiye jate hai. Hum fire ko control karne ke ways ke baare mein bhi iss chapter mein janege. Yaha hum janege ki flame kya hoti hai, kounsa fuel flame ke sath burn karta hai aur kounsa fuel without flame burn karta hai, flame ka structure kya hota hai aur flames ke zones ke bare mein janege. Iss chapter mein hum fuel, uski effeciency aur environment par uske harmful effects ke baare mein padhenge.
Read MoreClass 8 | CHEMISTRY |
Chapter | COMBUSTION AND FLAME |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.