Hamare chapter ka name hai “Stars And The Solar System” , toh iss chapter mein hum hamare solar system ke baare mein janege. Hum janege ki solar system mein aur koun-kounse objects present hote hai. Solar system mein planets, moon, stars aur other bodies present hoti hai jinko hum celestial bodies kehte hai, iss chapter mein hum inn sabhi ke baare mein detail mein janege. Hum iss chapter mein astronomy ke baare mein janege. Astronomy science ki woh branch hoti hai jo celestial bodies aur uske associated phenomena ko study karti hai.
Ab hum iss chapter mein moon, planets, satellites, asteroids, comets, meteors and meteorites, etc. sabke baare mein detail mein padhenge.
Class 8 | PHYSICS |
Chapter | STARS AND THE SOLAR SYSTEM |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.