To bachcho es chapter mein hum padhenge polynomials ke baare mein vse toh polynomials ke baare mein humne class IX mein bhi pdha hai. Kya hota hai polynomials ? Asi expressions jo ki
p(x)=a0+a1x+a2x2+...anxn , where an≠0
ki form mein ho. x ki highest power ko hum degree of polynomials khte hai, aur a0, a1x, a2x2 expression ki terms hai. x ke product mein jo constant hota hai usse hum coefficient khte hai, yha a0, a1, a2,...,an variable x ke coefficient hai aur real numbers hai. x ki har ek power non negative integer hogi. Ab hum dekhte hai
Class 10 | MATHS |
Chapter | POLYNOMIALS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.