Hum jante hai ki reproduction ek process hai jisme parents se same kind ke new individuals produce hote hai. Sabhi organisms earth par apni species ki existence ke liye reproduction perform karte hai aur reproduction ke bhi different modes hote hai. Iss chapter mein hum plants mein reproduction ke baare mein padhenge, iske different modes ke baare mein padhenge, isme fruits aur seeds kaise form hote hai iss baare mein padhenge. Yaha hum seed dispersal ke baare mein bhi padhenge.
Read MoreClass 7 | BIOLOGY |
Chapter | REPRODUCTION IN PLANTS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.