Hello baccho, kaise hai aap sab? Baccho, aapne apni previous classes m fractions and decimals k baare m pdha tha. Aap sabne fractions, mixed fractions, comparison of fractions, comparison of decimal numbers and representing decimals and fractions on number line jaise topics pdhe hue hai.
Iss chapter m hum seekhenge ki fractions and decimals ko multiply aur divide kaise krte hai. Hum apni day to day lives m fractions ko use krte hai.
Jaise ki, jab aap apne dosto k saath pizza khaa rhe hote hai aur uss pizza k 4 parts m se aapko one piece milta hai, to vo 14 of the pizza kehlaata hai. Similarly, aapne kabhi apni mummy se bola hoga ki vo aapko aadhi roti dede, to vo 12 of chapati kehlata hai. Ab hum fractions and decimals k concepts ko detail m pdhenge.
Class 7 | MATHS |
Chapter | FRACTIONS AND DECIMALS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.