Bachhon hum magnetism ke bare me pichhle chapter se padte aur samjhte aa rahe hai, jisme humne samjha ki kaise magnetic field banti hai. Humne samjha ki ager koi current carrying conductor hai to magnetic field create karti hai ya koi charge ager move kr raha hai to bhi magnetic field create karta hai, infact dono situation ek hi jaise hai. Ab hum is chapter me magnets ki baat karenge. Bachhon magnets bhi magnetic field create karte hain. Hum is chapter mein ye samjhane ki kosis karenge ki magnets kyon magnetic field create karte hain aur magnetic substance ke cheractreistics ki baat karenge.
Class 12 | PHYSICS |
Chapter | MAGNETISM AND MATTER |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.