Bachhon hum sabko pta hai nature of light ke bare me, jaise ki light chhote chhote particles me travel karte hai aur light ke pass dual nature hota hai, isiliye humko ray optics padna pada aur isliye is chapter me humko iska doosra part wave optics ke form me padna hai. Ray optics me humne padha light straight line me travel karta hai aur wave optics me light wave ke form me travel krta hai kyonki kuchh phenomena aise hai jise hum wave optics ke form me samjh sakte hain, jise hum yaha padhenge, jaise interference aur diffraction. Ye do phenomena aise hai jise hum ray optics se nahi wave optics ke dwara hi samjha sakte hai. Iska mtlb ye hai ki light ka kuchh behavior ray optics ke form me samjh sakte hai aur kuchh behavior wave optics ke form me samjh sakte hai.
Class 12 | PHYSICS |
Chapter | WAVE OPTICS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.