Aapne previous chapter me padha ki force jaruri hota hai kisi bhi body ko move krne ke liye. Iska mtlb minimum ek force jaruri hota hai ek body me motion produce krne ke liye. Ager hum kisi height se ek stone ko drop krte hai to vo stone niche gir jata hai, down towards the Earth. Iska mtlb hai ki stone motion me hai aur uspr jarur koi force act kr raha hai. This force is the force of attraction (called gravity), jo earth exert krta hai stone pr aur usko niche pull karta hai. Planets Sun ke around revolve karte hain. Moon Earth ke around revolve karta hai. In sare cases me force object pr act hota hai. So, this force is called the Gravitational Force. Is chapter me hum isi force se related gravitation aur uske laws and physical effects ke baare me study karenge.
Read MoreClass 9 | PHYSICS |
Chapter | GRAVITATION |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.