Mathematics physics ka ek language hai, jisme hume physics ke principle concepts ko samjhne me asani hoti hai. Is chapter ko samajhne ke liye hume geometry aur trigonometry ka knowledge hona bahut zaroori hai. Previous chapter me humne distance, displacement, velocity or acceleration ke concept se motion in straight line ko samjha, is chapter me hum motion in 2-D (plane) and 3-D (space) ke bare me padhenge jisme hume vectors samajhana hai, vector hota kya hai, vector ko add, subtract and multiply kaise karte hai. Jab hum motion in plane ke bare me baat karte hai to yaha motion 2 - dimension me ho raha hai iske liye hum equation derive karenge. 1D motion ko extend karte hue hum 2D me motion ko represent karenge. Isi ko extend karte huye hum 3D me bhi motion ko describe karenge.
Read MoreClass 11 | PHYSICS |
Chapter | MOTION IN A PLANE |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.