Bacchon is chapter me sara khel visualisation angle ka hai, mtlb humari aankho se object ke liye jo angle banta hai wo visualisation angle hai. Chhota angle hai to chhota object, bada angle hai to bada object hai. Aur doosri sabse important baat ye hai ki chhote object ko bada kaise kiya jaye jisse hume is object ko precisely observe krna hai to uske liye hume optical instruments ki jaroorat padhti hai. Jo hame is chapter ko samjhane me madad karega, ki optical instruments hamare liye kya aur kaise kaam karega. Ray optics topic se hi hume samjh jana chahiye ki is topic me hum light ki properties aur uske behaviour ke bare me samjhenge, ki kaise ray kisi bhi matter ke saath interaction karta hai uske behaviour aur properties me kya change hota hai. To chaliye hum physics ke in phenomenon ke bare me samajhne ki kosis krte hai.
Read MoreClass 12 | PHYSICS |
Chapter | GEOMETRICAL OPTICS |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.